Aankhoun main basa lete hain roothe huy manzar
jate hove logoun ko pukara nahi karte
jate hove logoun ko pukara nahi karte
Din raat agr un ke guzarte hain pareshan
aaraam se hum apna to guzara nahi karte
aaraam se hum apna to guzara nahi karte
Kehte hain ke chup chaap se rehte hain wo aksar
zulfain apni suna hai ky sanwara nahi karte
zulfain apni suna hai ky sanwara nahi karte
Aisy wo guzar jaate hain nazdeek se babar
per hum kabi unhain koi ishaara nahi karte...

No comments:
Post a Comment