
Marte huey zameer ko bachana para mujhe
Badal ki tarah dasht mein aana para mujhe
Wo kar nahi raha tha meri baat ka yaqeen
Phir yun hua k mar k dikhana para mujhe
Bhoole se meri simt koi dekhta na tha
Chehre pe ek zakham lagana para mujhe
Badal ki tarah dasht mein aana para mujhe
Wo kar nahi raha tha meri baat ka yaqeen
Phir yun hua k mar k dikhana para mujhe
Bhoole se meri simt koi dekhta na tha
Chehre pe ek zakham lagana para mujhe
Ek ajnabi se hath milane k waaste
Mehfil mein sb se hath milana para mujhe
Us bewafa ki yaad dilata tha bar bar
Mehfil mein sb se hath milana para mujhe
Us bewafa ki yaad dilata tha bar bar
Kal aaine pe hath uthana para mujhe
No comments:
Post a Comment