Muhabbat na rahe tou phir raha kuch bhi nahi kerta
k itni taiz aandhi main bachaa kuch bhi nahi kerta
wo mujh ko yaad rakhna ab gawara hi nahi kerta
main jis ko yaad rakhne k siwa kuch bhi nahi kerta
kaha tha tujh se nadaan k zulm ki taiz baarish main
siwaye kachy makano'n k gira kuch bhi nahi kerta

No comments:
Post a Comment