tm mujhay alwida nahi kehna
tum say nata hai youn wafaoon ka
jaisay khushboo say hawaoon ka
jaisay hatoon say duaoon ka
jaisay rishta hai dhoop chaoon ka
jaisay jismoo say atmaoon ka
jaisay poja say devtaon ka
sare bandhan toor k na jana
tere bin mujhay nahi rehna
tum mujay alwida nahi kehna
No comments:
Post a Comment