Main Jab Bi Yad Ki Shammain Jala K Rakhta Houn
Ye Meri Zid Hay K Samnay Hawa K Rakhta Houn
Main Toot Sakta Houn Lekin Main Jhuk Nahi Sakta
Shikasta Zaat Main Pehlu Anaa K Rakhta Houn
Wo Baadbaan Hay Agar Kashti-E-Muhabat Ka
Main Baadbaan Se Rishty Hawa K Rakhta Houn
Tumaray Khat Hain Mehekty Gulab Ki Manind
Wo Or Khiltey Hain Jitna Chupa K Rakhta Houn
Main Janta Houn K Aana Nahi Kisi Ne
Magar Me Darwaazy Pe Nazrain Jamaa K Rakhta Houn

No comments:
Post a Comment