Usay Kehna Hazaaron Pal Tmhary Bin
Na Poocho Kesy Kat'ty Hain
Kabhi Yadain Rulaati Hain
Kabhi Jugnu Sataty Hain
Usay Kehna
Hamain Mayoos Na Krna
Hamara Maan Rakh Lena
Hamain Wapis Nahi Jana
Hamain Dil Main Basa Lena
Hamain Apna Bana Lena
Usy Kehna
Boht Tarpay Hue Dil Se
Boht Rootha Nahi Karty
Muhabbat Muhabbat Hai
Isy Ruswa Nahi Karty
Na Poocho Kesy Kat'ty Hain
Kabhi Yadain Rulaati Hain
Kabhi Jugnu Sataty Hain
Usay Kehna
Hamain Mayoos Na Krna
Hamara Maan Rakh Lena
Hamain Wapis Nahi Jana
Hamain Dil Main Basa Lena
Hamain Apna Bana Lena
Usy Kehna
Boht Tarpay Hue Dil Se
Boht Rootha Nahi Karty
Muhabbat Muhabbat Hai
Isy Ruswa Nahi Karty
No comments:
Post a Comment