Main Shagufta Lab-E-Izhaar Kahan Se Laoun
Ishq-O-Romaan K Azkaar Kahaan Se Laoun
Qissa-E-Talkhi-E-Doran Main Suna Sakta Houn
Dastan-E-Lab-O-Rukhsaar Kahaan Se Laoun
Apne Ehsas Se Main Jhoot Kahaan Tak Bolun
Shair Mein Shokhi-E-Afkaar Kahaan Se Laoun
Main Ghazal-Go Hon Qaseeda To Nahi Keh Sakta
Kiya Karon Lehja-E-Darbaar Kahan Se Laoun
Saut-O-Alfaz Ki Zarbat Pe Bharosa Hai Mjhy
Main Tahi'dast Hon Talwaar Kahan Se Laoun
Main To Bik Sakta Hon Sirf Aik Tabasum K Iwaz
Lekin Ab Aise Kharidar Kahan Se Laoun
Gham'zada Log To Mil Skte Hain Jitne B Chaho Mohsin
Magar Aj K Daur Me Ghamkhwaar Kahan Se Laoun

No comments:
Post a Comment